RAANJHANA VE...





Raanjhana ve

Aankhen to kahti h raanjhana ve .... Tujhme hi me hu raanjhana ve.... Pankh lagakar dil ko teri raah bata doon... Tujhme hi bas jaun me... Ya tujhko mujhme panah doon... Dhadkan par bhi is dil ki... tere naam ke khat me likh doon... Choti si ye khawahish h... Chanda par teri baatain likh doon... Naino main mere tu h raanjhana ve..... Tu h raanjhana ve........ Tujhme shaamil ho jaun.... Chupke se kar doon me khatayein.... Teri dhun gunj rahi h....raag Ga rahi h ye hawayein.... Bheeg jaun aaj me fir se teri baarish me ... Tu chup kar betha h bundon ki sifarish me... Roshni main chand ki... Tu h guzarish me .... Naino main mere tu h raanjhna ve.... Tu h raanjhna ve.... Aankhen to kahti h raanjhna ve... Tujhme hi me hu raanjhna ve..... Is dhadkan ko koi lahar bana doon... Tu ban jaye iska samandar..... Dhadkan meri tujhko thama doon.... Dhadkati kahan hnn ye mere andar... Dariya main ban jaun.... Tujhme mil jaaun me aakar..... Dil ka haal batau... Meethe raag sunakar... Naino me mere tu h raanjhna ve... Tu h raanjhna ve.... Mere dil ke armaano ko kaise tujhe sunaun.... Tere lavzon ko me geet banakar gaaun... Teri aur hi aata h ye.... Nadaan se dil ko kaise samjhaun... Tujhse chupkar me teri neend churaun... Aakar tere khawabon me.. tujhko apna bana loon... Teri baaton ko me khud me aise basa loon... Naino main mere tu h raanjhna ve.... Tu h raanjhna ve..... Aankhen to kahti h raanjhna ve... Tujhme hi me hu raanjhna ve.. Pankh lagakar dil ko teri raah bata doon... Tujhme hi bas jaun me... Ya tujhko mujhme panah doon... Dhadkan par bhi is dil ki... Tere naam ke khat me likh doon... Choti si ye khawahish h... Chanda par teri baatain likh doon... Naino main mere tu h raanjhna ve.. Tu h raanjhna ve....


Want to publish your poetry. Go for it now. 

Comments

  1. It was really touching, deep and so beautiful! Keep it up girl! 😁

    ReplyDelete
  2. Thank you, so much for appreciation. Please share this website to your friends and family

    ReplyDelete

Post a Comment